Tafseer-e-Quran Class # 104 | Mufti Tariq Masood Speeches π
Description
Talaq Ka Masla β Bohat Aham Bayan
(0:00 ) Intro
(0:08 ) Aaj Ke Lecture Ka Tajziya
(0:39 ) Ahl-e-Hadith Ki Ghalat Tehqiqat: Hazrat Ali, Abdur Rehman Bin Auf, Abdullah Bin Masood Aur Abdullah Bin Abbas (RA) Ke Bare Mein
(2:36 ) Abdullah Bin Abbas (RA) Ka Fatwa 3 Talaq Par
(4:25 ) Masla: Talaq Jama Aur Mutfariq Kar Ke Dena?
(6:04 ) Abdullah Bin Abbas (RA) Ka Ruju
(6:57 ) Doosri Riwayat Se Saboot
(7:43 ) Hazrat Taawoos Ki Rai: Rukhsati Se Pehle Talaq Ka Hukm
(9:45 ) Ibn-e-Shihab Zuhri Ka Qaul
(11:46 ) Musannaf Abdur Razzaq Ki Riwayat Se Saboot
(12:33 ) Ahl-e-Hadith Se Mutalba
(13:20 ) Sunan Abu Dawood Hadith 2197 Se Saboot
(14:19 ) Rukhsati Se Pehle 3 Talaq Ka Masla
(15:16 ) Hazrat Abu Huraira (RA) Ka Fatwa
(16:27 ) Summary
(17:37 ) Hazrat Ikrama Par Ilmi Khayanat: Tabiβeen Se Saboot
(18:36 ) Fatwa: Ataa Bin Rabwa
(20:20 ) Fatwa: Ataa Bin Abi Yasaar
(20:52 ) Saboot: Hadith 10925 β Hazrat Taawoos Ki Riwayat
(22:40 ) Fuqaha Ka Ikhtilafi Masla
(24:38 ) Talaq-e-Sharai: Hazrat Taawoos Ke Mutabiq
(27:00 ) Saboot: Hadith 10920 β Musannaf Abdur Razzaq
(29:33 ) Ahl-e-Hadith Ki Ijtehadi Ghalti
(30:25 ) Lafz βJamhoorβ Ka Mafhoom?
(30:47 ) βQiyasβ Se Ahl-e-Hadith Ki Riwayaton Ka Jawab
(33:56 ) Zehaar Par Qiyas
(36:51 ) Ghair Sharai Kaam = Baatil
(37:29 ) Ghair Sharai Tariqe Se Talaq Count Hoti Hai? Hadith Se Saboot (Sahih Bukhari & Muslim)
(39:00 ) Mufti Sahab Ki Research: Ahl-e-Hadith Ulama Ke Daleelon Par Tajziya
(39:24 ) Dua
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.